"..Duniya ki iss bheed mein,

paimaane hain kyi,

apne hain kuchh,

begaane hain kyi..

Abhi bhale naa ho,

bas mein humare kuchh,

par ek din wo khuda bhi hume jaanega,

anjaane hain hum abhi iss duniya mein,

par ek din ye jahaan bhi hume pehchaanega.."

0 comments: